Dua Saware music composed by Abhijit Vaghani. Song Dua original is from Shanghai and Saware is from movie Phantom.The beautiful song Dua Saware was released on 19th june 2017. Marvelous song sung by beautiful singer Neeti Mohan and handsome none another than Salim Merchant.
Song Lyrics Credits:
Singer : Salim Merchant and Neeti Mohan
Music by : Abhijit Vaghani
Lyrics by : Amitabh Bhattacharya
Music Label: T-Series Mix Tape
Dua Saware Song Lyrics:
Pehle kyun na mile hum
Tanha hi kyun jale hum
Milke muqammal huey hain
Yaa thhe tanha bhale hum
Saware.. saware..
Jaane kitne laboon pe gile hain
Zindagi se kayi faasle hain
Paseejte hain sapne kyun aankhon mein
Laqeere jab chhoote inn haathon se yun bewajah
Sun bairiya sanware…
Jo bheji thi duaa
Woh jaake aasmaan se yun takra gayi
Ki aa gayi hai laut ke sadaa (..x2)
Saware... saware...
Dhalti raat ka ik musaafir
Subah alvida keh chala
Jeete jee tera ho saka na
Marke haq adaa kar chalaa
Saanson ne kahaan rukh mod liya
Koi raah nazar mein naa aaye
Dhadkan ne kahaan dil chhod diya
Kahaan chhode inn jismon ne saaye
Jaane kitne labon pe gile hain
O... zindagi se kayi faasle hain
Paseejte hai sapne kyun aankhon mein
Lakeere jab chhoote inn haathon se yun bewajah
Sun bairiya sanware
Sanware...
Jo bheji thi dua
Woh jaake aasmaan se yun takra gayi
Ki aa gayi hai laut ke sadaa (..x2)
Jo bheji thi dua…
Jo bheji thi dua
Woh aasmaan…
Ki aa gayi hai laut ke sadaa.
Laut ke sadaa..
Na humaara hua na tumhara huaa
Ishq ka ye sitam na gawara hua
Song Lyrics Credits:
Singer : Salim Merchant and Neeti Mohan
Music by : Abhijit Vaghani
Lyrics by : Amitabh Bhattacharya
Music Label: T-Series Mix Tape
Dua Saware Song Lyrics:
Pehle kyun na mile hum
Tanha hi kyun jale hum
Milke muqammal huey hain
Yaa thhe tanha bhale hum
Saware.. saware..
Jaane kitne laboon pe gile hain
Zindagi se kayi faasle hain
Paseejte hain sapne kyun aankhon mein
Laqeere jab chhoote inn haathon se yun bewajah
Sun bairiya sanware…
Jo bheji thi duaa
Woh jaake aasmaan se yun takra gayi
Ki aa gayi hai laut ke sadaa (..x2)
Saware... saware...
Dhalti raat ka ik musaafir
Subah alvida keh chala
Jeete jee tera ho saka na
Marke haq adaa kar chalaa
Saanson ne kahaan rukh mod liya
Koi raah nazar mein naa aaye
Dhadkan ne kahaan dil chhod diya
Kahaan chhode inn jismon ne saaye
Jaane kitne labon pe gile hain
O... zindagi se kayi faasle hain
Paseejte hai sapne kyun aankhon mein
Lakeere jab chhoote inn haathon se yun bewajah
Sun bairiya sanware
Sanware...
Jo bheji thi dua
Woh jaake aasmaan se yun takra gayi
Ki aa gayi hai laut ke sadaa (..x2)
Jo bheji thi dua…
Jo bheji thi dua
Woh aasmaan…
Ki aa gayi hai laut ke sadaa.
Laut ke sadaa..
Na humaara hua na tumhara huaa
Ishq ka ye sitam na gawara hua